khani Kuch Adhuri si
Aaj hum apko btane ja rhe h khani kuch adhuri i hope apko ye post pasand aye
khani humari kuch is trha suru hui ki na din ka pta rat ka
hum din rat bate kiya karte the ak dusre par kuch is terha marte the
bat tab ki hai jab hume v pyar ka fiver aya tha
hume v uski nazro ne dil mai basaya tha
hume v usne apna bnaya tha
same madhos hua karti thi ak dusre se hum wade kiya karte the
jine marne ke liye teyar hua karte the
wo bte hi kuch is trha thi na hume pta chla na unhe pta chla
ki kab hum ak dusre ki jaan se ban gye ak dusre ki pehchan se ban gye
mohhabt mai na uski kami thi na humari
fir v kuch samjha na aya kya kese ho
gya unsa humara milan hmesha ke liye ruswa ho gya
uski parchai kuch to nisan dikhati hai
wo bewfa the na hum mai koi kami thi fir v humari khani puri nhi ho pai
sachi mhhabt thi us se jnab tabhi to hume na mil pai
kar liya hota hume u hi time pass
hoti aaj wo pkka mere pas.
humari khani kuch is trha thi ki kya kahe aaj
v pta na chal ki mohhabt sachi thi ya hum
ye bate bhout yaas dilati hai
unka humse milna mukkadar mai na tha
sayad hume kosis hi na ki
pane ki
tabhi aaj tadap uthe hai use pane ko ..
continuing.....................................


